Song : Ye jhuke jhuke naina,
Movie : Bharosa ,1963,
Singers : Mohammad Rafi,
Lyricist : Rajinder Krishan,
Music Director : Ravi,
Director : K.Shankar ,
Cast : Guru Dutt ,Asha Parekh ,Mehmood,Shubha Khote ,Sudesh Kumar .Deepak Lal ,Kanhaiyalal ,Nana Palsikar ,Shivraj ,Om Prakash ,
Neena,Sulochana Chatterjee ,Lalita Pawar ,Sayee,Subbalaxmi
Production Co: Vasu Films,
In this film first and last time Guru Dutt and Asha Parekh worked together
Lyrics :-
yeh jhuke jhuke naina
yeh lat bal khaati
to dil kyun na mera
deewaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
yeh lat bal khaati
to dil kyun na mera
deewaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
yeh sharm se dehke gaal
chain ke dushman ho gaye
yeh sharm se dehke gaal
chain ke dushman ho gaye
yeh uljhe uljhe baal
dilon ki uljhan ho gaye
tere gaalon ki khair
tere baalon ki khair
tere gaalon ki khair
tere baalon ki khair
kyun na zulmi o zaalim
lajaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
yeh lat bal khaati
to dil kyun na mera
deewaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
teri zulf ka saathi banta
agar main gajra hota
teri zulf ka saathi banta
agar main gajra hota
teri ankhiyon mein bas jaata
agar main kajra hota
tere gajre ki khair
tere kajre ki khair
tere gajre ki khair
tere kajre ki khair
jo bhi dekhe
na kaise nishaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
yeh lat bal khaati
to dil kyun na mera
deewaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
kayi dekhe mor chakor
chaal na aisi dekhi
kayi dekhe mor chakor
chaal na aisi dekhi
yeh kamar lachakti daal
daal na aisi dekhi
yeh rang yeh roop
jaise chadhti ho dhoop
yeh rang yeh roop
jaise chadhti ho dhoop
gori phir kyun na saara zamaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
yeh lat bal khaati
to dil kyun na mera
deewaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina
yeh lat bal khaati
to dil kyun na mera
deewaana ho tera
yeh jhuke jhuke naina..
Guru Dutt ,.Asha Parekh ,Mehmood,Sudesh Kumar .Deepak Lal ,Kanhaiyalal ,Nana Palsikar ,Shivraj ,Om Prakash ,Neena,Sulochana Chatterjee ,Lalita Pawar ,Shubha Khote ,Sayee,Subbalaxmi
Storyline
Ramdas[Shivraj] is a trusting individual, and trusts everybody around him. When times turn bad for him, he entrusts the life of his son, Bansi, to his trusted employee, Ronaklal, and departs. He regularly sends money to Ronaklal to provide for the upkeep of his son, but Ronaklal uses this money to educate his son, Deepak, keeps Bansi uneducated, and makes him do a lot of manual work. Years pass by, Ronaklal is now crippled, and is dependent on Bansi, as Deepak has left him, got married to a wealthy girl, and lives with his in-laws. Ronaklal is unable to show his face to Ramdas, and avoids him, and Bansi has grown up without knowing who his real father is. Will Ronaklal be able to tell Ramdas the truth when he returns, or will be just let Deepak be the sole heir to all the estate and the property?