Song : tere kooche mein armanon ki duniya le ke aaya hoon...
Film : Dillagi ,1949,
Singer : Mohammed Rafi,
Lyricist :Shakeel Badayuni,
Music Director : Naushad,
Producer/Director : A R Kardar,
Cast: Suraiya,Chanda,Shyam,Sharda,Shyam Kumar,Amar,
Amir Bano, Chandabai,
Production Banner : Kardar Productions,
Lyrics :-
tere kooche mein armaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon
tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon
mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale
arre wo bhoolne waale
mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale
arre wo bhoolne waale
usi beete zamaane ka sahaara le ke aaya hoon
tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aaya hoon
jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansoo
arre aankhon mein do aansoo
jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansoo
arre aankhon mein do aansoo
zaraa tu dekh le aa kar main kyaa-kyaa le ke aayaa hoon
tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aaya hoon
wo afsaanaa mohabbat kaa kabhi jo toone chhedaa thaa
kabhi jo toone chhedaa thaa
wo afsaanaa mohabbat kaa kabhi jo toone chhedaa thaa
kabhi jo toone chhedaa thaa
wohi afsaanaa honthon par adhooraa le ke aayaa hoon
tere kooche mein armaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon...
Two brothers live happily in their house till the wife of the elder brother asks the younger one to leave the house. He sets out on journey to find his identity. Will he be able to do that. Watch this movie to know more.
Dillagi (The Jest) is a 1949 Indian film. It was the fourth highest grossing Indian film of 1949.The film was produced and directed by A. R. Kardar for his "Kardar Productions", and had music composed by Naushad.The film starred Suraiya, and the actor Shyam, in his "best known film". The film co-starred Chandabai, Sharda, Amar and Amir Banu.
The story was a romantic tragedy, and became commercially successful at the box-office.The plot was adapted from Wuthering Heights directed by William Wyler. Kardar was to later use a similar theme in Dil Diya Dard Liya (1966).
Storyline :-
Two lovers are separated by the girl's conniving uncle, who marries her off to another man. Heartbroken, the man wanders around aimlessly until a common friend decides to reunite the two lovers.
Soundtrack:-
The music was composed by Naushad and it had Shakeel Badayuni as the film songs lyricist.Suraiya's song "Tu Mera Chand" became a popular number, while Mohammed Rafi's "Is Duniya Mein Ae Dilwalo" also became "extremely popular". Two other notable songs termed as "evergreen hits" by Suraiya were, "Char Din Ki Chandni" and "Nirala Mohabbat Ka Dastur Dekha".The singers were Suraiya, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Uma Devi and Shyam.