Wednesday, 17 September, 2025г.
russian english deutsch french spanish portuguese czech greek georgian chinese japanese korean indonesian turkish thai uzbek

пример: покупка автомобиля в Запорожье

 

Teri Mitti - Kesari | Unplugged Cover | nikhil khandelwal | B Praak | Tribute to Indian Soldiers

Teri Mitti - Kesari | Unplugged Cover | nikhil khandelwal | B Praak | Tribute to Indian SoldiersУ вашего броузера проблема в совместимости с HTML5
#Kesari Teri Mitti - Kesari singer - nikhil khandelwal music recreated by - manu rai video director - vikas pravash loomba original Song Credits Song – Teri Mitti Singers – B Praak Music – Arko Lyrics: Manoj Muntashir Programmed & Arranged by Aditya Dev Cinematographer & Equipments Vikas Loomba Photography https://www.facebook.com/vikasloombap... https://www.youtube.com/channel/UCnQg... Production House ad SHOPPE https://www.facebook.com/adshoppe1997/ https://www.youtube.com/adshoppe1997 Follow us on Facebook - https://www.facebook.com/thebuddhubaksa Instagram https://www.instagram.com/buddhu_baksa/ Production House https://www.youtube.com/c/adshoppe1997 Song Lyrics Talvaron pe sar vaar diye Angaaron mein jism jalaya hai Tab jaake ke kahin humne sar pe Yeh kesari rang sajaaya hai Aye meri zameen afsoss nahi Jo tere liye sau dard sahe Mehfooz rahe teri aan sada Chaahe jaan meri yeh rahe na rahe Aye meri zameen mehboob meri Meri nass nass mein tera ishq bahe Pheeka na pade kabhi rang tera Jismon se nikal ke khoon kahe Teri mitti mein mill jawaan Gul banke main khill jawaan Itni si hai dil ki aarzoo Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzoo Wo o… Sarson se bhare khalihaan mere Jahaan jhoom ke bhagra paa na saka Aabad rahe woh gaaon mera Jahaan laut ke wapas jaa na saka Ho watna ve, mere watna ve Tera mera pyar nirala tha Kurbaan hua teri asmat pe Main kitna naseebon wala tha Teri mitti mein mill jawaan Gul banke main khill jawaan Itni si hai dil ki aarzoo Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzoo O Heer meri tu hansti rahe Teri aankh ghadi bhar nam na ho Main marta tha jis mukhde pe Kabhi uska ujaala kam na ho O maai meri kya fiqr tujhe Kyun aankh se dariya behta hai Tu kehti thi tera chaand hoon main Aur chaand hamesha rehta hai Teri mitti mein mill jawaan Gul banke main khill jawaan Itni si hai dil ki aarzoo Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzoo
Мой аккаунт