Thursday, 11 September, 2025г.
russian english deutsch french spanish portuguese czech greek georgian chinese japanese korean indonesian turkish thai uzbek

пример: покупка автомобиля в Запорожье

 

Reaction on LOSER Ft. Dino James | Being Indian

Reaction on LOSER Ft. Dino James | Being IndianУ вашего броузера проблема в совместимости с HTML5
Hello friends, watch my latest reaction video on LOSER Ft. Dino James | Being Indian Please also watch: * Playlist of Dino James Reactions: https://bit.ly/2Gixgzt * Playlist of Emiway Bantai Reactions: https://bit.ly/2D5H6Bt In this new rush of ambition and competition, we all have that moment when we feel like a loser. Every one of us. No matter how talented, smart or successful, there are moments of doubt and fear that we may not make it. LOSER Ft. Dino James Lyrics: *********************************************** Yeh duniya ek sabse bade loser ki hai dastan Usko tha vardan fatti rahegi Aur hamesha rahega woh pareshan Struggle aur kangaali mein hi Nikalega uska sara jeevan Aur koi nahi yeh badnaseem bhai Sahab main hi hoon woh mahan Hamesha himmat thi laachar Aur honsle the mere bimaar Failure ke sagar mein khali pada tha Umeedon ka bichaya jaal Darta tha yaar kahani ka sala nikalega Diya nahi koi saath Ya mere sare pay notes Sacrifices ho jayeinge yun bekaar Koi function mein jata nahi tha Kyunki dhang ke kapde nahi the Aur jhoot bolta tha doston se Ke samaj kaam mein fasa hua hoon na be Day by day akele kaatne ko Daudta tha yeh shehar bombay Aur kitni zor se chikhun ki Aapko meri aawaz sunayi de Lalchata tha apni basic zarooraton ki Cheezon ko dekh dekh Chai pe jee raha tha jab dost kha rahe the cakes Takes aur protein shakes jaise Taise phone ko chala raha tha Laga laga ke cello tapes Chillaron ki aawaz se hi Hamesha bajti rehti thi meri jeb Sab dete hain prawachan kyunki unki life chal rahi hai tanatan Lekin jab halat ho jaye tang saare raaste ho jaye band Shakal ka udaa hua ho rang aur udaas rehta ho mann Tab jhand samajh mein aata hai koi bhajan aur motivation Fir kaahe ka vyavhar aur kon saale yaar rishtedaar Woh baat karte bhi hain sambhalkar Kahin yeh wapis mang na le udhaar Ab toh thaan liya tha kitna bhi samay mujhe karde lachaar Is waar mein toh at least nahi dalne wala hoon main apne hathyaar Dhundli thi rahein aur anjana tha safar Kismat ka kyun barsa mujhpe aisa kaher Bejaan thi zindagi aur khuda tha bekhabar Zindagi se haara hoon main hoon aisa loser Kisi ki bhi shakal pe nahi likha rehta hai unka sach Isliye ankhein meech kar mat karna kisi ko bhi yunhi judge Ho sakta hai isiliye kho raha hai woh baar baar apna dheeraj Kyunki shayad anaaj lene ke paise Bhi ni kar pa raha hai behcara kharch Kaam milne ki charcha ko ab ek ho gaya tha arsa Yeh woh badal the jo garja par kabhi nahi tha sala barsa Maa ko ek choti si khushkhabri sunane salon main tha tarsa Phir jhooth bol diya karta tha abey marta kya na karta Phir akela hua toh pata laga Mera himmat hi mera asli saathi hai Aur iss ladai ko ladne ke liye Mera khud ka saath hi mera liye kaafi hai Ek aawaz bolti thi khatam nahi hua be Picture abhi baaki hai Har kutte ka din aata hai Saale phir toh tu ek chota haathi hai Dhundli thi rahein aur anjana tha safar Kismat ka kyun barsa mujhpe aisa kaher Bejaan thi zindagi aur khuda tha bekhabar Zindagi se haara hoon main hoon aisa loser Cheekhne ko mann karta tha Koi saala meri halat bhi toh dekho Kutte jaise halaton mein raha hoon Main jaane kitne mahino Dhang se khaya bhi nahi tha Kitne dino se maine you know Lekin ek baar kisi ke muh se yeh nahi nikla Ki tere ko kuch chahiye dino Kyunki asliyat yeh hai Koi bhi nahi chahata tumhara bhala ho jaye Kehne ko sab saath hai Par akele ladni hai meri bhai tere ko ladayi Par dekhna sab aa jayenge hissa maangne Jab fasal ki hogi katayi Yeh zaroori nahi kisi ki raye ban jaye ab teri sachayi Main janta hoon kaise ghut ghut ke jheli hai maine ye saza Par dil kehta tha raja bahut jald aane wala hai ek number maza Sab bhikra hua tha par vishvas tha main fail nahi ho sakta Kyunki ghar pe bhooki pyasi dharne pe baithi hai meri maa Khud se jag haar ke jayega tu kidhar Tujhko lana padega ladne ka jigar Honge sach sapne bas thoda aur kar sabar Tujhe bhi jeetna hai sun le tu loser Be sure to stay tuned after the review/reaction to hear my thoughts. Let me know in the comments if you agree or disagree with me. ****** JOIN ME ON MY JOURNEY TO 100k SUBSCRIBERS!!! ****** Website: http://www.fawadahmed.com YouTube: https://www.youtube.com/user/iamfawad Twitter: https://twitter.com/iamfawad25 Instagram: https://www.instagram.com/iamfawad25 Facebook: https://www.facebook.com/IamFawad25 ALSO BE SURE TO CHECK IF I ALREADY DID A REACTION TO THE VIDEO YOU WANT BEFORE YOU REQUEST IT *Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.* #IAmFawad, #IAmFawadReacts, #FawadAhmed, #DinoJames, #IAmFawadCinematics, #LOSER #JinoJamesLOSER
Мой аккаунт