Wednesday, 10 September, 2025г.
russian english deutsch french spanish portuguese czech greek georgian chinese japanese korean indonesian turkish thai uzbek

пример: покупка автомобиля в Запорожье

 

Old Nohay - Abbas ke laashe par Shabbir pukare

Old Nohay - Abbas ke laashe par Shabbir pukareУ вашего броузера проблема в совместимости с HTML5
Abbas ke laashe par Shabbir pukare Recited by: Nasir Jahan Abbas ke Lashe pa yeh Shabbir pukare, Uttho mere Bhai Hum khaime se yahn aaye hain lene ko tumhare, Uttho mere Bhai Peeri ka saath chhin gaya hum go gaye be-aas, Koi na raha paas Maan jaao tum hi ai meri peeri ke sahare Uttho mere Bhai Kya yeh bhi koyi mohabbat ka hai andaaz Hai aashiqu-e-jaanbaaz Daryia ko to keh kar gaye Kausar ko sidhare Uttho mere Bhai Tum Bali Sakina ke liye laye na paani, Who roti hai jaani Bacchi ki zabaan dekho aur Asghar ke ishare Uttho mere Bhai Qurban huye mashk pe tum jaan-e-biradar Lekin mere safdar Tum arsh-e-wafa ke ho chamakte huwe taare Uttho mere Bhai Dharas thi bari sub-ko, khayaal iska to karte Ghurbat mein na marte Tum jeete magar hum bhi to himmat nahi hare Uttho mere Bhai Cheene ge redha Zainab-o-Kulsoom ki asraat Yeh ghaazi o jallad Hum chhod ke ab jaye unhe kis-ke sahare Uttho mere Bhai Kehte the Wazir* aha yeh jab Shah-e-do-alam Ek hashr tha parham Tum muj-se zaefee me juda ho gaye pyaree Uttho mere Bhai Abbas ke Lashe pa yeh Shabbir pukare, Uttho mere Bhai Please subscribe for more old nauhas Please visit http://www.wirasatali.com for datewise mauhas
Мой аккаунт