Thursday, 11 September, 2025г.
russian english deutsch french spanish portuguese czech greek georgian chinese japanese korean indonesian turkish thai uzbek

пример: покупка автомобиля в Запорожье

 

Navratri celebration with energy science in 2017.

Navratri celebration with energy science in 2017.У вашего броузера проблема в совместимости с HTML5
Please watch: "जानिए मंत्र से जुड़े हुवे विज्ञानं और मंत्र की सकारात्मक ऊर्जा के बारे में . जानिए की मंत्र क्या हे?" https://www.youtube.com/watch?v=DHjnoNR3xkk --~-- namaskar mitro. aaj hum navratri ke sath jude huwe science ke bare me bat karenge. humara bharat desh tyohar ka desh he. hum apne tyohar ko badi dhum dham se manate he. lekin bahut kam log in tyohar ke pi6e jude huwe science ke bare me jante he. hamare rishi muni'o ne bahut hi soch samaj ke in tyoharo ka nirman kiya he. to ye zaruri he ki hum in tyohar ke sath jude huwe science ke bare me jane, use samje or celebrate kare. aaj hum navratri ke 9 din ke science ko samjege. navratri me hum SHAKTI ki aaradhana karte he. sal me do bar navratri ka tyohar aata he. ek chaitra mas me or ek ashvin mas me. dono navratri ek rutu khatam hone or dusari rutu suru hone ke waqt aati he. jab mosam badalta he tab zyada log bimar padte he. us samay hame zyada shakti ke zarurat hoti he. iss liye ye navratri ka tyohar aata he. ki hum apne andar shakti ki sthapana kar sake. ye har ek din hamare urja chakro ko balance kari sakiye.
Мой аккаунт